I want a poem on Chandra Shekhar azad in hindi . please do not take the poem from Internet and please send it fast as on as poissible .
Answers
Answered by
5
chandrashekhar azad
pandit sitaram aur jagarani devi ke ankhon ke tare
the ve bharat mata ke dulare
kahte the dushman ki goliyon ka samna ham karenge
azad hain azad hi rahenge
nirbhik krantikari svatantra ke pujari
apni choti si zindagi desh seva mein gujari
ji jaan se bharat ko chahne vale
apne desh ke liye mar mitne vale
unhen priy thi azadi
rom rom mein basa hua tha desh prem
sachche premi ki tarah di pranon ki kurbani
aur rahe azad jine mein mar jane mein.
Similar questions