Hindi, asked by santoshsahoo1977, 11 months ago

`जो देखकर भी नहीं देखते ʼ निबंध का क्या उद्देश्य है ? अपने शब्द में लिखिए।
please answer fast
i will mark brainliest.​

Answers

Answered by angryprash5
1

Answer:

matlab jo logon ke ankh hote hue bhi

kuch paristhiti ko undekha aur nazarandas kardete hain

Explanation:

matlab maan lo ki kisi aadmi ka raste pe accident ho gaya to kuch log usse nazarandas karte hain kyunki unhe dar hota hai ki police case aur jhanjat nahi chahiye ye hai hamare bharat ka (humanity) hamare bharat ke 90% pratishat log asehi hain . Ye jo log hain sirf paise or sampati ke alawa inhe kuch nahi dikhta aise logon ke dhikar hai mujhe . isi wajah se hamara bharat nahi badh pa raha hai

asli manusya to hamare jawaan hote hai unke andaar na koi ved vaab hai aur wo dushman ko bhi apna dost bana lete hain.

ye nibandh ka ye arth hoga ek udaharan kisi actor ka accident ho gaya toye log unhe bachenge kyunki baad mein uhe unse paise milenge magar agar inhone galtise kisi gareeb ki kisi aam admi hote to unhe accident hone par bhi nahi bachaenge kyun wo kya insaan nahi hai aaj log log ko insaan ki nazar se nahi ghruna bhav ke nazar se dekhta

itna hi agar aap bhi ase hi ko dekhe to nazarandas mat karein ek sache nagrik hone ka farze nibhaye

Dhanyabad apka din mangalmaye ho

Answered by aditya311invincible
0

Answer:

co- interior angles means the angles in a same plane in front of each other

co- exterior angles means the angles in a same plane in exterior side front

Similar questions