Hindi, asked by TejuSandhu7886, 8 months ago

कौए और हंस के बीच का एक वार्तालाप लिखिए |
कम से कम दस या बारह वाक्यों में वार्तालाप लिखिए |

Answers

Answered by srishtikumari037
3

Answer:

kawe ne hans se kaha ki mai toh ur sakta hoon. mujhe toh kai tarhe se urne aata hai aur tum toh sirf tairna jante hoi. mere jaisa koi ur hi nahi sakta. toh hans ne kaha are kawe bhaiya ham to sirf ek tarah hi urna jante hai. aur aapko 52 tarhe se urne aata hai. jara hamhe bhi to dhikhayia aap 52 tarike se kaise urte hai. phir kawa aapne dai pair se urr kar kehta hai yah hui mere pehli urran. aur iss tarah se wah appne 52 urane dikha deta hai. hans maan hi maan muskurata hai kawe ki murkhata pai. phir wah kawe sai kehta hai chalo hamm ek hi uran dikha dete hai phir pata chal jayega ki kawe kawe hai aur hans hans hai. phir dono ne uchi uran bhari. phir kawe phiche rah jata hai aur anth mai wah gir jata hai tab use aapni murkhata samajh aati hai aur hans se sammah mangta hai

Explanation:

Similar questions