Hindi, asked by vermaarshi2008, 9 months ago

कोरोना के इस समय में आप घर पर रहकर कई अनुभवों से गुजर रहे होंगे।अपने किसी एक सकारात्मक अनुभव को अनुच्छेद के रूप में लिखिए।

Answers

Answered by Anonymous
1

Answer:

Jaise aajkal ham Dekh rahe hai,hat jagah Corona Corona hi Dubai deta hai,par is anucched me Aapne sath hua sakaratamak anubhav BATA Raha Hu

pahela Roz me bhagdod Bharti zindgi me ulzavraheta tha.har koi side hi Kam karta tha

.parivar me sadasyo bhi ek dusare KO acchese time nai de pate the

par abhi me apna time family k sath aaram se bits sakata hu.whats app aur Facebook me bahar bhi koi Sunita hai vo Mene aaj jana.mere parivar vale mine bahot pyar karte hai

dadaji roj sube ram ji ki dhun Baja ke meditation karte hai.jabki issase pahele mere pas time hi nai hota tha to ab me bhi meditation karta hu.aur Mera Pura din shanti se Jata hai..dadi ma ke Pas bethkar bhi Mike bahut Kuch Jane KO Mika Jo Mera YouTube aur class bhi nai BATA sakati thi.

unke anubhavo se muje bahut prerana mili.me apna Accha time chote Bhai KO sambhalne me lagata Hu aur hamdono me aaspas me achhi ban gai jai.h.w bhi regular ho raha hai kyuki sabkuch online hai MATLAB abhi dhyan we bethjana hai

muje is samay me bahut Kuch aacchhii aacchhii bate sikhne KO mili.ramayan aur mahabharat Katha bhi Janke muje jivan k har pahelu me kya karna vo Sikh Mili

main ek khushnasib Hu jinako parivar k sath vakt butane Ka vakt Mila nai to Kai o k to parivar bhi nai hote

me bhagwan Ka tahe Dil se shukurguzar hu?!!!!!!

Explanation:

muje lagata hai aap samaj PAYE honge!!!

Similar questions