किस प्रकार मनोवैज्ञानिक बुद्धि का लक्षण वर्णन और उसे परिभाषित करते हैं?
Answers
Answered by
2
Answer:
manovagyaanik dwaara budhhi ko bhinn roopo mein samjhaya gaya hai. Alfraid ne budhhi par sabse pehle shodh kiya aur budhhi ki paribhaasha di ki budhhi dwaara vyakti mein nirnaya yogyata, Achha - bura both aur tark prastuti shamta haasil hoti hai.
Viadlar ne budhhi ki prakaryaatmakta par zor dete hue paribhaashit kiya ki budhhi aisi shamta hai jisse vyakti sochta hai, vyahvahaar karta hai aur vatavaran ke anuroop ki stithi niptaan karne mein saksham hota hai..
Explanation:
hey mate,here's your answer
Also I wrote the Hindi in the form of English..
other than they both are same..
Please have a look on the picture too..
Thanks
Attachments:
Similar questions
Chemistry,
4 months ago
Science,
4 months ago
Hindi,
9 months ago
English,
9 months ago
CBSE BOARD XII,
1 year ago