Hindi, asked by divyangchourasia64, 1 year ago

Karak ki 4 paribhasha Bhed aur unke chinh likhen
please answer​

Answers

Answered by Anonymous
4

sangaya yaa savarnaam ka veh roop jis se uska sambandh kariya tatha dusre shabdoon k saath pata chalta hai, karak kehlata hai.

karak k 8 bhed hote hai:-

  • karam karak
  • karta karak
  • karan karak
  • sampardaan karak
  • apadaan karak
  • sambandh karak
  • adhikaran karak
  • sambodhan karak

AB BATAO KI IN ME SE KON-KON SE BHEDOON KE ARATH CHAHIE??

Answered by ItZzMissKhushi
0

Answer:

संज्ञा या सर्वनाम के जिस रूप से वाक्य के अन्य शब्दों के साथ उसके सम्बन्ध का बोध होता है, उसे कारक कहते हैं। हिन्दी में आठ कारक होते हैं- कर्ता, कर्म, करण, सम्प्रदान, अपादान, सम्बन्ध, अधिकरण और सम्बोधन।

Explanation:

Similar questions