koye iska brief answer da sakta hai
Attachments:
Answers
Answered by
0
yes
jayshankar prasad
geet
first two lines
mujhe yeh pankti isliye pasand hai kyuki usme kavi ne hamare bharat desh ki khubsurti batayi hai isme jis prakar se kavi ne hamare bharat ke himalaya parvat aur subah ka varnan kiya hai vo padh ke mai mantamugdh ho jati hu isliye mujhe yeh pankti pasand hai
yeh kavita mai kavi jayshankar prasad ne hame hamare bharat desh ki mahanta batayi hai . hamare bharat desh ki khubsurti aur kai anek gun jaise daya bhavna prem bhavna bataya gaya hai . pure desh ka chaya andhera bharat ne hataya vah kayi sari mahan bate batayi gayi hai. isse hume yeh sikhne milta hai ki hume jeena hai to apne pyare bharatdesh ke liye
Muskakhan123:
dear I want the answer in hindi
Similar questions
English,
7 months ago
Hindi,
1 year ago
Social Sciences,
1 year ago
Social Sciences,
1 year ago
Hindi,
1 year ago