मुझे अलंकारों (अनुप्रास,उपमा,रूपक,मानवीकरण,उत्प्रेक्षा,श्लेष,यमक और अतिशयोक्ति) के तीन-तीन उदाहरणों की आवश्यक्ता है। क्या मुझे मिलेगा?
Answers
Anupras alankar ke teen udaharan hai: 1)charu Chandra ki chanchal kirane
2) ghoom-ghoom Jo balkhati this sarp sareekhi
3) nabh par chamcham chapla chamki.
Upma alankar:1) samay shila sa jam Gaya.
2)Kali sadke tarcoal ki angaro-si jali padi thi.
3)ek Ramya upwan tha,nandavan- sa Sundar.
Roopak alankar:
1)Charan Kamal bandou harirai
2)guru-pad pankaj Seva
3)man Sagar mansa lehri,boodhe bahe anek.
Manveekaran alankar:
1)andhi itrane lagi,lagte hi ashadh ke
2)kaliyan darwaaze khol-khol jab jhurmuth me muskati hai
3)jagi vanaspatiya alsayi,mukh dhoti sheetal jal se.
Utpreksha:
1)us vakth mare krodh ka tanu kapne laga mano Hawa ke shor se sota hua Sagar jaga.
2)pahun jyo aye ho gav me shehar ke megh aaye bade ban-than ke savar ke.
3)sohut odhe peet Pat syam salone gat,mano Neel Mani shail par atap paryo prabhat.
Shlesh:1)loot liya Mali need upwan
2)mangan Dekhu Pat det bar bar hai.
3)madhuban ki chati ko Delhi sookhi uski kitni kaliya
Yamak alankar:1) Kali ghata ka ghamand ghata
2)teen beer khati this be teen beer khati hai
3)vah pakar ek dhoti,pratidin use dhoti.
Atishayokti alankar:1)Hanuman ki poonch par lagan na payi aag ,Lanka sigri jal gayi Gaye nishachar bhag.
2)aage nadiyan badi apaar,ghoda kaise utre par,Rana ne socha is par tab Tak chetak that us par.
3) kadhat sath hi myan the asi ripu tan te pran.
Hope this helps.