मौर्य साम्राज्य के विघटन के लिए कौन से कारक हैं?
Answers
Answered by
0
ashok ke mrityu ke baad se hi maurya samrajya ka vighatan hone laga tha. uske baad ke gupt sashako wo shakti nahi thi ki wo gupt samrajya ko aage badha sake. ashok ke samay me hi videshi takat hindukush ko par kar hamle shuru kar diye the jo ki ashok ka sima tha.
ashok ke baad ke raja apne senapati ya yuddh me kam ruchi lene lage the. pushyamitra (jo ki senapati tha) ne brihdrath ki hatya kar ke gaddi hathiya li.
ashok ke udarwadi niti ko bhi maurya samrajya ke patan ka karan bhi mana jata hai.
Similar questions
Environmental Sciences,
7 months ago
Math,
7 months ago
Math,
7 months ago
CBSE BOARD X,
1 year ago
Hindi,
1 year ago
Science,
1 year ago
Hindi,
1 year ago