Hindi, asked by shaikhaqsa1409, 5 months ago

निम्नलिखित जानकारी के आधार पर पत्र लिखिए:
मीना/मनोज सावंत,मनोहर बाग,
दिल्ली।
एक दिन की छुट्टी(अवकाश) के लिए विनती करते हुए पत्र लिखती/लिखता है।
प्रधानाचार्य, आशा हाई
स्कूल, गांधी नगर, नई
दिल्ली।​

Answers

Answered by rajendradahate151
8

Explanation:

pradhanyacharya ji,

aasha high school ,

Gandhi nagar,

new delhi,

dinank 20/12/2020

vishay - ek din ki chutti hetu patra.

mananiya mohoday,

mai mina savant kaksha aathavi 'A' ki chatra apke school se hu . mai iss patra dwara apko ye kehna chahati hu ki mujhe ek din ki chutti chahiye kuch jaruri kam hone ke karan mujhe school se ek din ki chutti leni padegi.

mai apse vada karti hu ki vapas aane ke baad mai jo padaya hai vo apne copy me likhungi.

meri apse vinanti hai ki please mujhe mujhe ek din ki chutti de 21/12/2020 ki mai 22/12/2020ko school me haazir hamesha haazir rahungi.

dhanyavaad.

apki vishwashu ,

mina savant ,

new Delhi.

Similar questions