निम्नलिखित प्रश्नों के उत्तर दीजिए ----
(क) बड़े भाईसाहब को अपने मन की इच्छाएँ क्यों दबनी पड़ती थीं ?
(ख) बढ़ती हुई आबादी का पर्यावरण पर क्या प्रभाव पड़ा है ? ' अब कहाँ दूसरों के दुख में दुखी होने वाले' पाठ के आधार पर लिखिए I
Answers
Answered by
0
Answer:
1. bade bhai sahab ko apne man ki ichayein isliye dabani padti thi ki vo apne bhai ko sahi rah par chla sake
2.badti hue abadi ka paryavaran par bhut gahara asar pada tha . janglo ko kaat kar manushya apne rahne ke liye ghar bnate ja rahe the
Explanation:
1. yeh sab usne isliye kiya ki vo apne bhai hone ka faraj nibha raha tha . agar vo yeh nhi karta to uske chote bhai ko sahi rah par kon chalata
2. janglo ko katne ki vajah se pshu pakshi apna ghar khote ja rahe the . is sab se tufan adi bhi bad gaya tha
Similar questions
Math,
5 months ago
Political Science,
5 months ago
Hindi,
11 months ago
Geography,
11 months ago
Math,
1 year ago