Nibandh in hindi on the topic- Rashtriya Ekta ki Aavashyakta. r
Answers
Rashtriya Ekta ki Aavashyakta
Ajeeb baat hai ki circketmatch au rsaadiya hi sirf ek hone kamoka dete hai . Ya Phir jab koi seem par dehs ki taraf aankh uthata hai to hum sab ke khoon au rmajhab ka rang ek ho jata hai . ye achhi baat hai . hum apne desh ki seemo aur saanti ke liye jaagruk au rsajag gai . Lekin sikke ka dusra pahlekuch achha nhi hai . Jab hum palat kr desh ke andar ke halat dekhte hai to kuch thik kam hi lagata hai. Gareeb , aarakshan aur berojgaari ki smashyaao ke saamne hum bikhre hue hi lagte hai . Kabhi saamajik samshyaao k eliye ek sur aawaj nhi uthaayi . Jaise bhrastchaar ka danav ho yaa garibi ki kaali chaaya . hum ne bahut hi kab dhyaan diya hai . aj bahut mudde hai jaha hume bina soche samje ek hona padega. Ye rastriya ekta ka sawal hai jaha sab mil kar hi ek sundar desh bana sakte hai . Bina kisi ke davab mai aaye , bina kisi ke behkaawe mai aaye savyam vivek se hume apna aur desh ka bhala sochna chahiye . Phir chaaye wo teerange aur rastriya sampati ki suraksa ka sawal ho ya kisi varg visheh ki koismashya . hum ek saath mil ke kadam bada ke upaay khojen honge .
Hamari mansik , saaririk aur bhoutik kamjori ka faayda kuch asamajik tatav uthaate hai au rhum hi ek dusre ke saamne ladne ko majdoor kr dete hai .AUr hum bina koi soche samjhe haath mai talwaar aur hathiyaar uthaa lete hai apne logo ke saamne kyuki bharatiya savidhana sab ko ek saman darja det hai . bina koi jaat paant , dharam , jagah aur bhasha ka antar kiye bina. sabko saman moulik adhiikaar aur saman kartavya bataye hai . hum eek sudre s eladen ki bajay ek dusre k saath mil kar berojgaari , garibi , niraksharta aur bhed bhav ko mitana hai . Agar hum saath hai to sangathit hai . Vijay sunichit hai . Naya bharath abhaav aur taanav se mukat aur vishav ko ek baar phir saanti aura man ki rah dikhane waala bane ye hi sabki soch ho aur bhaart mat aka sir abhimaan se unchha ho .