Political Science, asked by iqbalmehar0825, 1 year ago

पंचायत के वोटिंग मे भी बीजेपी और कांग्रेस दल होते है? ​

Answers

Answered by gatikkaushik
0

Answer:

ve dusri choti party ke sath hote hai

Explanation:

bharat ek bahut he bada desh hai , isme ek he party ke liye kendriya,rajya or panchayat level par hone asambhav ke barabar hai. kyu jo dikkate janta ko panchayat me rakhni hai vo vahi dikkat kandriya sarkar ke samne nhi rakh sakti

or esi choti dikkato me log chahte hai ki koi unke pehchan ka vyakti he iska hal nikale na ki koi sarkar attah ve apne or sarkar ke bich me sidhe baat chahte hai. isliye panchayat level par badi party jaise bjp or congress choti choti party ke sath hoti.

Similar questions