World Languages, asked by nitin125, 1 year ago

पुस्तकाचा मनोगत essay in marathi

Answers

Answered by Abhirupadeb
7
I am writing it is hindi plz convert it into marathi as becoz i dont know marathi

PUSTAKALAY
puskalay arthat pustako k liye ghar.pustakalay meinhume bivinna bishayo k kitabe parne ko milte hein.pustakalay mein hum apna man chaha kitab par sakte hein aur unhe ghar le jane k liye zari kar sakte hein.pustakalay mein pustako k atirikt samachar pachra bhi milte hein.Log pustakay mei apne pasand k kitab parte hein tatha apna mehatvapurna karya bhi karne k liye aate hein. Isliye vaha shanti banaye rakhna bohot zaruri hein.pustakalay mein khana pina shor machana tatha bate karna mana hein.Hume pustakalay mein kabhi kisi ko pareshan nhi karn achahiye.Humara yeh bhi fars banta hein ki hum pustakalay mein jane ki adat bana le.Humara kartavya yeh bhi banta hein ki hum pustakalay k pustako ko idhar udhar na felaye aur unhe unk sthan par hi rakhe.Hume humasha puskakaly ko saf raakhna chahiye kyuki vaha pe mata saraswati ka nivas hein.

Abhirupadeb: plz rate me as the brainliest
Similar questions