Biology, asked by hellrider1912, 1 year ago

Pani chini aur oxygen ko unka kano ka bich badta hua akarshan bal ka kram sa vavasthit kijiya

Answers

Answered by ruppunzel7275
0

Hey!!

Jaha Tak hum samajh paye h aap intermolecular force ki baat kar Rahe h. Intermolecular force matalab kiss bhi 2 particles ya molecules ke beech ka attractive force.

Sabse jyda chini me hoga kyuki yeh solid h aur solid comactly packed hote h fir h paani kyuki vo liquid h aur sabse Kum hoga oxygen me kyuki vo gas h aur uske mecules free h.


Hope you got it

Similar questions