Hindi, asked by GayatriPandey, 10 months ago

paryavaran sanrakhan a nibandh in this topic please​

Answers

Answered by Anonymous
4

Answer:

hiii.....

you can scroll the pictures Left side and get more pictures and then last topic is here

is prakar agr hme vastav me apne pryavarn ke bare me sochna hai to in mukhya karno pr dhyan Dena hoga hum apne pryavarn ka sanrkshan kr sakte hai.

Pryavarn pr in pradushan ka ghatak prabhav :

aaj ka yug adhunik yug hai ,orpura sansar hi pryavarn ke pradushan se pidit hai. aaj manushya he ek sansh lene pr hanikark or jahrili ges grahan karta hai . isse hamare sarir pr kai vikrytiya or bimari paida hoti hai hai . wo din during nahi agr pryavarn isi tarh se pradushit hota raha to puri prathavi or pradi , vanspati is pradushan me vilin ho jayegi isliye time rahte have in pradushan se hamari prathavi or jaan bachani hai isliye iske sanrkshn ka upay he vykti ko krna avyshak hai .

Upsanhar :

pryavarn surksha or santulan bana rahe . iske liye hame jagruk or satrk rahna hoga . pratek prakar ke hanikark pradushan jaise jal, vayu, dhavni on Sb khatrnak pradushan se bachne ke liye agr hum dheere dheere bhi koi upay kare to prathvi ki sundrta Jo ki pryavarn hai use bacha Skte hai . or apne jeevan ko bhi svkch or svsth pa Skte hai . pryavarn sanrkshan vishv me hr manushya ke liye anivarya rup see ghoshit karna chahiye . pryavarn hai to hamara jeevan hai .

hope it's helpful you.....

Attachments:
Similar questions