Art, asked by bhumishthabisht, 9 months ago

please write a kahani lekhen in hindi if you will answer this question correctly then I will mark you braillantest and give you a amazing review .​ ​

Attachments:

Answers

Answered by lucky527
0

Answer:

घंटा धारी ऊट

एक दिन घमंडी सर्दी ने बसंत का मज़ाक उड़ाते हुए कहा-“जब तुम आते हो तो लोगों को ऐसा लगता है जैसे कोई त्यौहार आ गया हो। वे पागलों की तरह अच्छे कपड़े पहनते हैं, और खुशी मनाते हैं।”

 इस पर पतझड़ ने बीच में टोका “लेकिन वसंत में भी उतनी ही तेज़ बारिश होती है और हवा चलती है, जितनी सर्दी में।” “लेकिन अगर मैं . चाहूँ तो कई दिनों तक लोगों को उनके घरों में कैद कर सकती हूँ।

 मैं उन्हें कभी भी कॉपने पर मजबूर कर सकती हूँ। मैं रानी हूँ, और सबको मेरा आदेश मानना होगा।”-सर्दी ने घमंड में कहा। बसंत चुपचाप सब सुन रहा था। वह बोला-“तुम्हें लोगों को परेशान करने का घमंड है।

 तुम उनको दुख देती हो जबकि मैं उनके चेहरों पर खुशी लाता हूँ। वे तुम्हारे बिना रह सकते हैं, परंतु मेरा वे हमेशा इंतज़ार करते हैं, और मुझसे प्यार करते हैं।” सर्दी के पास अब कोई शब्द नहीं थे और उसे अपनी भूल का एहसास हो गया था।

Explanation:

bhai mara answer sahi ho to follow me friend and mark me brienlset

Answered by prakshi97
0

Explanation:

Ek baar ki baat h ek chota sa gao tha, uska naam dholpur tha. Vaha ek baacha rehta tha uska naam bholu tha vo baccha bahaut hi accha aur sabhi ka aadar karta tha. Uske maa aur pitaji use bahaut hi pyar karte the kyuki vo kabhi bhi galat kaam nahi karta tha aur padhai m bhi hoshiyaar tha. Ek din paas ke gao se ek ladka ek khargosh ke peeche peeche bhagte hue dholpur m aa jaata h, tabhi vaha se bholu bhi jaa raha hota h, bholu jabh uss ladke ko dekhta h to vo bhi uske peeche peeche bhaagta h, vo dono abh nadi ke paas pahauch jaate h, bholu dekhta h ki vo ladka ek pinjra apne saath laya h aur vo khargosh ko pakadna chahta h, bholu ko ye sabh accha nhi lagta tabhi vo khargosh nadi ke pass vale paid m chup jaata h, vo ladka use bahar nikaal ne ke liye ek gaajar vaha rakh deta h tabhi vaha bholu aakar us ladke ka naam puchta h vo ladka btata h ki uska naam Sonu h aur vo paas ke gao se iss khargosh ko pakadne ke liye aaya h, Bholu use us khargosh ko pakadne se mna karta h aur btata h ki hame jaanvaro ke saath aisa vyavhaar nahi karne chahiye lekin Sonu nahi maanta, Bholu sochta h ki Sonu aise maanega to vo apne ghar jaakar ye baat apne pita ko batata h, uske pita Sonu ko sabak sikha ne ke liye ek daaku bante h aur Bholu Sonu ke ghar jaakar uske maa aur pitaji ko saari baat btata h. yaha bholu ke pitaji Sonu ko ek pinjare m pakad lete h to sonu rone lagta h, tabhi vaha Bholu aata h aur haskar bolta h ki abh tumhe samaj aaya ki pinjare m kaisa lagta h, sonu Bholu se maafi mangta h aur Bholu ke pitaji Sonu ko chod dete h aur kehte h ki ye tumhe sabak sikhane ke liye kia par aage se kisi bhi jaanvar ko taang mat karna. Aur phir Sonu aur Bholu acche dost ban jaate h

HOPE U LIKED PLEASE MARK AS BRAINLIST

Similar questions