Pls pls pls pls help..urgent..
Manushyta poem and aatmtran poem se hame kya sikh milti hai?
Answers
Answered by
0
manushyata kavita game ek Sachs air acha mabushya banane mesahaytakarti hai. game sikhati hai ki apne liye jeena pashu pravriti hai aur doosro me life jeena manushyata hai. hamare andar samvedna aatmiyta air tyag base bhav bharte hue ye hamare andar maanviya moolyon ka sanchar Marti hai
Rdsuham:
Thnks
Answered by
0
*MANUSHATYA*
Kavi Maithili Sharan Gupt ne apni Kavita manushyata se manavta, ekta, sahanubhuti, or sadbhav tatha karuna ka sandesh diya Hai.
Vah manushya ke swarth, bhinnata, jativad, samprdayvad aadi sankirntaaon se mukt karna chahta h. Kavi chahta hai ki hr manushya samast Sansar mein apnatav ki anubhuti Kare.
Uske anusar Jo apne liye Jita hai vi dusron ke bare mein Sochta hi nhi. Usme manushyata hai hi nhi
Similar questions