plz help ..................
Attachments:
Answers
Answered by
0
राम एक साहसी बालक था, वह दुसरो की मदद करके खुश होता था, एक दिन वह विद्यालय जा रहा था, विद्यालय के सामने एक ट्रक खडी थी, राम ने देखा की एक वृद्ध अन्धा सडक पार करने की कोशीस कर रहा है, Tabhi ussey samney se ek bus tej gati aati dekhai di. Ram ko laga ki bus ke diriver ko buda dekhai ni de raha. Waha bus ki gaati ko kam ni kr raha or yehe buda admi soch kr kaap utha.
Ram chillaya-‘ruko’!bude bikhari ne kuch na suna, wahe badta chala jar aha tha. Bus bhi teji se chali aa rahi thi. Tabhi ram ne apna lal rumal hath mai lekar hilata huaa sadak par aa gya. Wahe ciillaya-bus ki rafter dhimi karo! Gaadi rok do!
Ram ko sadak ke beech mai dekh driver ne jaldi se gaadi rook de. Ram ne bude bhikhari ko sadak opar karvai. Buda andha bhikhari ghabra gya. Ab bus ruk chuki thi. Tabhi bus ka driver bus ke bhar nikla. Ram bude admi ko sahara dekar utha raha tha. Driver ko ab puri tarha se baat samajh mai aa gyi thi aur usney ram ki tarif ki.
Tabhi school ke bacchey bhagh te huye wha pahuchey or principal sahib bhi aa gye. Unhoney ram ka saahas dekhkar ram tariff ki aur kaha ki ram hame tum par garv hai. Tumney ek bude admi ki jaan bachakar bahut bada kaam kiya hai.
Prarthna sabha mein ram ko iss kam ke liye puruskaar diya gaya.

Similar questions
Social Sciences,
8 months ago
Geography,
8 months ago
Math,
1 year ago
Math,
1 year ago
Math,
1 year ago