Poem in Hindi on any topic
Not too long
Answers
Answered by
2
नर हो न निराश करो मन को
कुछ काम करो कुछ काम करो
जग में रहके निज नाम करो
यह जन्म हुआ किस अर्थ अहो
समझो जिसमें यह व्यर्थ न हो
कुछ तो उपयुक्त करो तन को
नर हो न निराश करो मन को ।
कुछ काम करो कुछ काम करो
जग में रहके निज नाम करो
यह जन्म हुआ किस अर्थ अहो
समझो जिसमें यह व्यर्थ न हो
कुछ तो उपयुक्त करो तन को
नर हो न निराश करो मन को ।
Nikki57:
good poem
Answered by
2
Pita ke baad
Ladkiya khilkhilati hai hr mausam me,
ladkiya khilkhilati hai tej barrish me,
ladkiya hsti hai hr mausa me.
Ladkiya pita ke baad smbhalti hai
pita ke pita ki di dukaan,
ladkiya waaris hai pita ki.
Ladkiyo ne smet liya
maa ko pita ke baad,
ladkiya hoti hai maa.
Dukaan pr baath ladkiya
sunti hai purvjo ki pratidhvaniya,
udaas gito me ve dund leti hai jivan rash,
dhoop me,baarish me,
hr mausam me khilkhilati hai ladkiya.
Hope it helped you.............
Ladkiya khilkhilati hai hr mausam me,
ladkiya khilkhilati hai tej barrish me,
ladkiya hsti hai hr mausa me.
Ladkiya pita ke baad smbhalti hai
pita ke pita ki di dukaan,
ladkiya waaris hai pita ki.
Ladkiyo ne smet liya
maa ko pita ke baad,
ladkiya hoti hai maa.
Dukaan pr baath ladkiya
sunti hai purvjo ki pratidhvaniya,
udaas gito me ve dund leti hai jivan rash,
dhoop me,baarish me,
hr mausam me khilkhilati hai ladkiya.
Hope it helped you.............
Similar questions