Hindi, asked by vishal31a02, 1 year ago

poem of harit kranti

Answers

Answered by princesspj
8
yadi tum chaaho bharat ke ho ghar-ghar mein khush-haali ,aisa sambhav  tab hoga jab tum kuch kar jaoge, desh ke kone kone mein harit kranti laoge.
harit kranti ane se jan jan kush ho jayega ,sabka pet bharega bhuka na koi so payega .
adhik ped honge dharti par adhik phool ,phal hongein, aushdhi ko paakar ke prani bhi kush honge 
paryavaran pradushan bhi to nahai fatkane paayege .sheetal,shagan,chhaon ko paakar ,phatik,shramik sukh paayega 

dharti ki sobha hai is se , aue anupam shringaar  hai,isleye  to dharti  maa ko inse behad pyar hai

inse hai bharati ki grima bharat vaibhavshali.ped lagao jagh jagh par filao hariyali
Similar questions