Pusp ki abhilasha ka bhavarth likhiye
Answers
Answered by
1
this poem is written as makhanlal chaturvedi ji is kabita me kaha hai ki jab mali apne bagiche se ful torne jata haito jab mali ful se puchata hai ki tum kaha jana chate ho mala banana cahate ho ya bhagwan ke charno me charhaya jana cahate ho to is par ful kahata hai-meri icha ye nahi ki mai kisi sundar istari ke balo ka gagara banu mujhe cah nahi ki mai do premiyo ke lia mala banu mujhe ya bhi cah nahi ki kisi raja ke sab pe mujhe carhaya jai mujhe cah nahi ki mujhe bhagawan par charhaya jai or mai apane apko bhagyasali manu he mali tum mujhe tor kar us rah me fek dena jaha surbir miritbhumi ki rasha ke lia apana sis charane ja rahe hai mai un surbiro ke paro tale aakar khd par garb mahsus karunga
Similar questions