Pustak pradarshani me 1 ghanta par Hindi me essays
Answers
Answered by
18
Pustak pradarshini
Kuch din pehle hi shimla ke mall road per main apne parivaar ke saath ek hotel main rule.Us din hum subah to pahunche the.Shimla ke hotel main jaate hi bohot zordaar baarish shuru ho gyi.Humne socha aaj mall road hi jhoomte hain.Raste main dekha to eķ bohot badi pustak pradarshini
lagi thi.Is pradarshini main duniyabher ke her bhasha ke prasidh lekhakon ki badhiya se badhiya kitabein mil rahi thein.Sahitya main ruchi rakhne wale logon ke liye bohot uttam jagah hai.Kitabein bhi bohot hi kam moolya per mil rahi thein.
Kitabein gyaan ka khazana hain.Humein kitabon se saari duniya ki jaankari mil jaati hai.Yadi sahitya main ruchi to ek pustak de acha saathi aur koi ho hi nhi sakta.
Jo log kuch likhna main ruchi rakhne hain ya vidyarthi sabhi log pustak pradershini main aaye hue the.
Tabhi ķuch bacchon ke some ki awaaz aayi.Pata chala bacche bore ho rahe the.Kitabein. dekhta dekhte kab ek ghanta nikal gya kuch pata hi nhi chala.
Mujhe bhi pasandida lekhak ki kahaniyon ki kitaab mil gyi.Fir agle safar ki ore chal pade kadam.

Similar questions
Math,
8 months ago
Physics,
8 months ago
Political Science,
1 year ago
Social Sciences,
1 year ago
Math,
1 year ago