Hindi, asked by rishabh143, 1 year ago

putr me kam ank aane par mata pita me sambad

Answers

Answered by brainly72
1
Mata - is baar rohan k bhut km ank aaye ha.
pita - Haan, Sahi kaha veh bimaar Jo tha itne din se.
Mata - par Ab use padhai par do guna jyada dhyaan dena hoga ta ki Uske ache ank aa sake.
pita - Lekin Uska dhyaan to phone laptop me itna hota ha padhega Kaise?
Mata - ma Soch rhi hu kyu na kisi tutar ko ghar bula lu ta ki wo Apni padhai ki kathinayiyon ko theek kr sake.
pita - Haan ye theek rahega. MA aaj hi dekhunga office se aate wakt.
Mata - chaliye Ab aap office jaayiye aur aate wakt koi tutar dekh lijiega.
pita - theek ha chalta hu.
Similar questions