Hindi, asked by sayyadul2706, 1 year ago

samvad lekhan between father and son on the use of internet

Answers

Answered by niharika10
33
father. rohit beta kya kar rahe ho?
rohit. kuch nahi papa bus mobiel me game khel raha hu.
father. accha ab chalo edhar 5 minute ke liye baitho mughe tumse kuch zaroori bat karni hai.
rohit. theek hai papa kya hua.
father. accha rohit tumko nahi lagta ki aj kal tum kuch zyada hi internet ka istamal kar rahe ho tum jab khana khate ho tab ladae karte vakt break ke samay drawing karte vakt or hamesha tum pura din hi internet ka istamal kar rahe ho.
rohit. par papa agr mai istamal kar raha hu to isme preshani hi kya hai.
father. beta vahi to tumhe pata nahi hai zyada mobile or internet ka istamal karne se logo ki aakhen kharab ho jati hai or dimag par bhi bhar padta hai. isliye tum istamal to kar sakte ho lekhin thode kam der ke liye or itna zyada nahi samjhe??.
rohot. ha papa ab mai acche se samagh gaya hu.
father. bohot achhe beta
Answered by lalanchoudhary867602
6

Samwad lekhan between father and son on importance of money

Similar questions