Hindi, asked by Harshwardhan111, 1 year ago

तुम्हारे विचार  से महाभारत की कथा में सबसे वीर कौन था ? उत्तर का कारण भी बताएं।

Answers

Answered by sknthh
15
mahabharat ek aisi katha hai jisme sab paatra aur kahaniyaan ek dusre se talluk rakhti hai...
mere hisaab se abhimanyu (arjun ka putra) sabse veer tha kyuki usne apne mata ke kokh se hi chakravyu ko bhed kar ghusne ki vidya prapt ki apitu wah uss se bahar nikal ne ke baare mein jaan n saka.use pata tha ki agar wah chahravyu mein fas gaya toh baahar waapas aa nhi sakta parantu phir bhi weh saahas karke apno ka saath diyaa. ek balak hote huye bhi itna saahas hona ek veer ka hi pratik hai.

hope the answer help.

Harshwardhan111: tank you it helps!!
sknthh: welcome
sknthh: mark it as brainliest if it helped
sknthh: thanks
Answered by CaptainBrainly
10
HEYA!!!!

Here is your answer :
_____________________________

महाभारत के युद्ध को कुरूक्षेत्र कहते है । कुरूक्षेत्र मे युध्द पांडव और कौरव के बीच मे हुए ।

इस युद्ध मे सभी पांडव अपने साहस को दिखाये। इनमे अर्जुन ने सबसे वीर था । यह अपने साहस से कौरव पर जीत हासिल की है ।


HOPE THIS HELPS U. .

Harshwardhan111: no it do not helps me!! f U c K
Similar questions