Hindi, asked by veerlapallyyashu21, 3 months ago

दीपक दिखाई देने पर अँधियारा कैसे मिट जाता है कबीर के अनुसार स्पष्ट कीजिये? class 10....for 3marks

Answers

Answered by kr207535
1

Answer:

kabir ji ke anusar jis prakar deepak ke jalne par andhkar apne aap door ho jata hai usi prakar jab gyan roopi deepak hridya me jalta hai, to agyan roopi andhkar door ho jata hai. agyani vyakti apne ahankar ke karan apne andar chipe ishwar ko nhi pehchan pata hai parantu jaise hi uske hridya me gyan roopi deepak jalta hai vaise hi manushya ka hridya apne aap prakashit ho uthta hai. gyan milne par hi manushya ishwar ki prapti ki rah par chal sakta hai.

Explanation:

Hope you understand this!!

Similar questions