दो दोस्तों के बीच संवाद
Answers
Rahul ki Maa: Beta
Jay milne aaya hai .
Rahul : Aao
Jay ! Kaise ho ?
Jay : lagata hai tum kahi
bahar jaa rhe ho >
Rahul : Haa , aaj Dussehra hai naa ,
isliye Bazaar jaa raha
hu khuch saman lene , mohhlle mai aaj kayrakam
hai . Ramleela ka aayojan hai .
Jay : tum kya ban rhe hai Ram ya Rawan ?
hahahaha
Rahul : Main kuch nahi ban raha hu . Hum
to parde ke
peeche hi hai . sab ki vesh bhoosha aur kuch saman
bhi lana hai . tum kya kr rhe ho ?
Jay : Main hamari gali ram
leela ke liye patkatha likh raha hu .
ye hi ki kis prakaar ram ne rawan pe vijayi paayi thi .aur humm kyu dushaara manate hai . Adharam aur Paap
ke pratik rawan ko Maryaada prushottam Ram ne kaise Hunumaan aur bhai
Laxman ki sahayata se ahaya aur Maat Sita ko ghar laaye . Kaise sone ki
Lanka paap ki vajah se jal kar raakh ho gayi .Navmi pe Ram ki vijaya divas
aayodhya wasiyo ne kaise ghee ke diye jala kr manaya .
Rahul : wah ! bahut sundar Jay . Ye sab
jaanna jaruri jhai sab
ke liye . Kyu isse Vijay Diwas yaa Vijaya Dasmi
kahte hai
Jay :
Tum Kal Mukhya Chouk par Rawan dahan dekhen chaloge
kya ?
Rahul : haa , kyu nhi . waha phir mele mai masti bhi krne
hai .Muje Jhoola joolna hai .
Jay : aur muje to Ice ream khani hai bahut
saari :)
Rahul : Chalo mai tume Ghar tak chood deta hu
. main wahi se
jaauga .
Jay :
chalo , pahle main ye chai to khatab kr du .
दो दोस्तों के बीच संवाद |
Explanation:
राम: और भाई श्याम क्या बात है आजकल तुम कहां रहते हो दिखाई भी नहीं देते।
श्याम: अरे भाई राम मैं तो यही रहता हूं तुम ही पता नहीं क्यों पर्दे की बुलबुल हुए रहते हो।
राम: हा-हा! मित्र ऐसी बात नहीं है आजकल जरा मैं अपने बच्चों को घर में पढ़ाने के लिए बैठता हूं ताकि इनका भविष्य सुधर जाए।
श्याम: अच्छा तुम्हें याद है हमारे बचपन के दिन जब हमारे पिताजी हमें डांट कर बैठ आते थे कि पढ़ लो और हम बच बच कर भागते थे।
राम: हाँ दोस्त कैसे भूल सकते हैं वह सुहावने दिन।
श्याम: अच्छा चलो मैं तुमसे फिर आकर मिलता हूँ।
राम: ठीक है दोस्त।
ऐसे और संवाद पढ़ने के लिए दिए गए लिंक को खोले :
माँ और बेटे में हुई दुरभाष बातचीत को संवाद के रूप में लिखिए
brainly.in/question/2858687
खेलों का महत्व पर दो मित्रों के बीच संवाद
https://brainly.in/question/10429210