what do you understand by navratnas in the court of king Chandragupta 2
Answers
Chandragupta 2 means vikramaditya 2 375 mein Gupta rajgaddi pr Aaya tha woh jitna parakrami tha utna hi Kala Ka bhokta tha usne apne darbar mein 9 longo ko rakha tha wo ye the : kaalidas usne meghadut, raghuvansh, shakuntal,etc Granth likhe . vishikhadatta ne mudrarakshas Likha ,Baki sadasya ke nam ye hai : varahbihir ye khagolshastra aur jotish tha , bhanvantari: vaidya ,amarsingh: amarkosh Likha ,khshapnak : faljotish tha, shanku : vaidya tha ,varruchi: vyakrankar tha last vetalghatta : mantric tha.
Es mein hamein ye samaj aata hai ki Chandragupta ne aapni rajkiya satta ke Saath litature pr dhi dhyan diya tha .eseliya Gupta decade ko 'suvarnakaal' Kaha jata hai.
Answer:
Navratnas or nine gems in the court of chandragupta 2 court's helped to encourage the people to learn more