Hindi, asked by sanjibgiri4892, 1 year ago

what is the great difference between akarmak and sakarmak kriya

Answers

Answered by InnocentBachiNo1
35
1.Akarmak kriya- Jis kriya k sath karm ki avshayakta nahi hoti hai vah akarmak kriya kehlati hai.
2.Sakarmak kriya- Jis kriya k sath karm ki avshayakta hoti hai vah sakarmak kriya kehlati hai.

–sakarmak kriya ki pehchan
Vakya mai kriya k purv 'kya' lgane par yadi uttar milta hai to kriya sakarmak hogi.
Similar questions