Write the essay on this topic:- बदलते मौसम और उनसे प्रभावित बीमारी एवं उनसे बचने के उपाय। It must be in 900-1000 words..
Answers
Answered by
0
vartman samay me atyadhik pradushan or vriksho ki ktai se prithvi ka santulan bigad rha h jiske karan mosam me bhi lgatar parivartan hota rhta h subah garmi to shaam ko baarish aisi sthiti humare swasthya ke liye thik nhi h bar bar mosam badlne se bimariya utpan hoti h jaise swine flu,dengu,dayriya aadi.
Swine flu - is rog ki shuruwat halke jukam se hoti h jisse hume kai baar sans lene me pareshani hoti h is rog me ydi sardi bukhar or sirdard h to yah swine flu ho skta h.
Dengu - yh rog adiz machar ke katne se hota h ydi bukhar, sir tatha hath pair me dard,jodo me dard or platlates kum ho rhe h to yh dengu ho skta h
Dayriya - yh ak khatrnak bimari h iska thik se ilaz n hone per mrityu bhi ho skti h yh bimari sharir me pani ki kami se hoti h
In bimariyo se bachao nimanlikhit h -
(1) shudh tatha saaf pani piye
(2) Bina doctor ki salah ke dwai n le
(3) saaf sfai ka dhyan rkhe
(4) ghar ke aaspas pani jma n hone de
(5) garmi ke dino me paryapt matra me pani piye

Similar questions