युद्ध के बाद श्रीकृष्ण ने भीम को धृतराष्ट्र से कैसे वा क्यो दूर किया
Answers
Answered by
2
Shrikrishna ne bheem ko isliye door kiya kyuki dhratrashtr apne beto ki maut ke liye bheem ko jimmedaar thara rahe the isliye krishn ko shak hua ki agar bheem unke saamne gaye to wo unko maar denge.
Unka shak bhi sahi nikla jab bheem ki moorti dhratrashtra ke saamne laayi gayi to usne moorti ko itna jor se bheecha ki wo toot gayi.
Unka shak bhi sahi nikla jab bheem ki moorti dhratrashtra ke saamne laayi gayi to usne moorti ko itna jor se bheecha ki wo toot gayi.
Answered by
3
Krishna ji ne bheem ki jagah ek pathhar ka putla rakh diya.Dhritrashtra andhe hone ke karan putle ko Bheem samajh baite aur us putle ko dabakar unhone use chakna choor kar diya. Is tareh Sri Krishna ji ne Bheem ko Dhritrashtra ki krodhagni (क्रोधागनी) se bacha liya.
Please mark me as the Brainliest.
Please mark me as the Brainliest.
kunaljangid2k3:
Thank you Sahilkk
Similar questions