10 lines on eagle in hindi
Answers
Eagle jise hindi mai cheel ya baaz bhi kahte hai
1. Pakshiyo mai sabse tatakwar aur khukhaar hota hai .
2. Ye aadmi ya jaanwar tak ka shikaar kr lete hai.
3. Assamn mai sabse uncha udne wala pakhi hota hai
4. Ye aandhi tufaano aur barish se bhi nhi darta
5. Humesha apne shikaar ki talash mai rahata hai
6. Kai deshi ki sena aur rastriya dhawaj mai bhi iska chitra hota hai.
7. Apni bahut hi door drastic aur paini nazar ke liye jana jata hai ye pakhi.
8. 60 se bhi jayda prajaatiya hai cheel ki vishwa bhar mai
9. YE saap aur machiliyo ka bhi shikaar kr lete hai .
10. Inki marak samta bahut tej aur tivar hoti hai jo kabhi shikaar ko samjne tak ka mouka nhi deti
11. Jaydatar ye Canada , USA aur Africa mai paayi jati hai
12. Inka rang Safed , Bhoora aur kala misrit hota hai
13. Ye manav jitni hi samjdaar aur tej hoti hai
14. Ye 2 ya 3 ande hi deti hai .
15. Wajan lagbhag 3000 pound tak hota hai