Hindi, asked by bharathchowdary5605, 1 year ago

apke kaksha ke pankhe kharab hai or tivra garmi hai apne pradhanacharya ko pankhe thik karvane ke liye anurodh patra likho

Answers

Answered by AnkitChaudhary786
3

Answer:

seva me 

pradhanacharya ji

aapke school ka name 

aapka address

sir mam,

              savinay nivedan hai ki main kaksha saat ka kshatra hoon main aapko yeh batana chata hoon ki meri kaksha ka pankha kharab ho gaya use jald jald  sahi karvane ki koshish kare .Bina pankhe ke bachhon ki bahut buri haalat ho jati hai jiske kaaran bachhon ka padai main bilkul bhi man nahin lag pata hai.

Atah aapse anurodh hai ki aap jald hi kuch na kuch karen.

Apki ati krapa hogi

 ...............

.................

......................

.........................

Similar questions