Hindi, asked by Pickeyleo, 1 year ago

Difference b/w opcharik patr and anopcharik patr ?

Answers

Answered by payal85
3
opcharik patra me format important hai Aur anopcharik mein format Jyada important Nahi rehta
Answered by mansi83
12
Anopcharik patra = jo patra apne mitro aur sambandhiyo ko likhe jate hai , ve anopacharik patra kehlate hai


opcharik patra = jinse hamara koi niji sambandh n ho, unhe likhe gye patra opcharik patra kahlate hai . Inke vibhin rup hote hai :-

1. prarthna patra
2. vyavsayik patra
3. karyalayi patra

this above three types of patra are part of opcharik patra .


hope it helps uuuuu

mansi83: plaa mark it as brainliest
mansi83: plzz
mansi83: thank u
Similar questions