एक शिक्षक होने के नाते आप भाषा में शुद्धता एवं प्रवीणता में से किसे प्राथमिकता देंगे और क्यों
Answers
Answered by
6
Ek shikshak gyaan ka bhadaar hota hai.Wo apne vidyarthyon ko zyada se zyada gyan dena chahte hain.Ek shikshak hone ke naate ye btana aavashyak ki bhasha ki shuddhta aur praveenta dono ek hi hain.Jabtak aapko shuddh bhasha samajh nhi aata tab.tak aap ismein. Praveen nhi
ho sakte.Bhasha main nipun hone ke
liye zyada se zyada bhasha ka gyaan arjit kijiye.Bhasha ke shuddh gyaan hone per hi aap bhasha ka gyaata ho jayenge.
ho sakte.Bhasha main nipun hone ke
liye zyada se zyada bhasha ka gyaan arjit kijiye.Bhasha ke shuddh gyaan hone per hi aap bhasha ka gyaata ho jayenge.
Similar questions
Science,
7 months ago
Math,
7 months ago
Science,
7 months ago
Environmental Sciences,
1 year ago
English,
1 year ago