Importance of balanced diet essay in hindi
Answers
Balanced diet se hum healthy reh sakte hain.Is se hum Apne din ki shuruaat bahut acchi tarah kar sakte hain.Balanced diet mein Aisa khana hota hai jisme Kai tarah ke post tatvam mile hote hain jinse hamein bahut accha swasthya prapt hota hai.yar Mana jata hai ki jo bhi vyakti balanced diet mein hi rehta hai use acche swasthya mein rehne ka ek vardan prapt ho jata.balanced diet ek Akela Aisa sabse accha aur Bina kisi tarah ki buri gunahon se Aisa ek upay hai jisse hum Apne har tarah ki bimari ko kat sakte hai. balanced diet ko Hindi mein sahi Khan paan ka ek accha vyakt kehte hain.hamare budhe bade hi mante the ki jo bhi balanced diet mein rehta hai unko achha swasthya milta hai vah hamesha khush rehte Hain unka dimaag bahut tez chalta hai aur hame unse yah sab sikhane ki Prerna bhi milti hai.aakhir mein main yahi kehna chahungi ki agar hame achche swasthya mein Rehna hai kisi bhi prakar ki bimari ko katna hai aur hamesha ek chamakta hua chehra aur chamakti swachata chahiye to hamein hamesha balanced diet Coke Himani na chahiye.
dhanyavad!