रस्सी कच्चे धागे की, खींच रही मैं नाव।
जाने कब सुन मेरी पुकार, करें देव भवसागर पार।
पानी टपके कच्चे सकोरे, व्यर्थ प्रयास हो रहे मेरे।
| जी में उठती रह-रह हूक, घर जाने की चाह है घेरे।। please give me संदर्भ प्रसंग व्याख्या help me please
Answers
Answer:
kavitri apne jeevan roopi naav ko kacche dhage se kheech rahi hai bo bhagwan se prarthna karte hai ki na jan kab dev merejeevan ko par karvemge.uska jervan dheere dheere khstam hota ja raha hai lekin jo nhagwan se milne ki uski kamna thi bo bekar ho gai ab to shorf bo ye chhati hai ki bo bhagwan ke pass vhali jaue
Is sandrbh Mein Yahan kaviyatri Apne Ko Kachche Dhaage ki rassi bataya Hai Ishwar se Aas Lagaye hai ki Kabhi Na Kabhi uski Pukar ko sunkar vah Parmatma use Shanti aur Mukti pradan Karega manushya ka Jivan Kacchi Mitti ke Ghade ke Saman Hai Jaise Kacche Mitti ke bartan Mein Pani Nahin rukta vaise hi Jivan bhi Bina Ishwar Prem Ki Agni Mein tadpe manushya ka Jivan khandit hai aisa Prayas birth Hai atah Tere Man Mein Ishwar Mein milane ki ichcha Bhagwati Ho Uthi hai aur Main shighra ATI shighra Prabhu se milna chahti hun