Hindi, asked by jackdee3pbhoo, 1 year ago

summary of the story Gillu by mahadevi verma.. want it right now. please tell me.. of about 1-2 pages.

Answers

Answered by Vsjs
7
Ek din Mahadevi Verma jab Apne bageeche mein gayi to unhone paya ki ek Chhota sa gilhari ka bacha kauon ka shikar ho Gaya tha . Unhone use uthaya aur kauon ke dwara kiye Gaye ghavon pe marham lagaya . Vah jaldi se swasth ho Gaya aur daudne koodne Laga . Mahadevi Verma aur unke saathiyon ne use gillu Naam se sambodhit Kiya . Jaldi hi vah Mahadevi Verma ki aam dinacharya ka hissa ban Gaya , vah unke saath khata unke saath sota tatha unka dhyaan apni taraf aakarshit karne ka sampoorna prayaas karta . Parantu gilahrion ka Jeevan 5 varsh se adhik nahi hota atha gillu ka ant ab Karin aa Gaya . Ek din usne Apne thande panjon se Mahadevi Verma ki vahi ungli pakdi Jo usne pehli Baar pakdi thi. Agli subah ki pehli Kiran ke saath vah ek naye Jeevan mein jaagne ke liye so Gaya!
Similar questions