baat athani ki kahani ka udeshey
Answers
Answered by
8
kahani mein nyay vyavastha par karar vyangya kiya gaya hai. saath hi samaj ke ucch tatha pratisthit pado par aasin logo par bhi prahar kiya gaya hai jo rishwat lekar bhi sammanit jivan vyatit karte hai, jabki ek nirdhan vyakti keval ek athani ki hera pheri karne ke jurm mein 6 mahino ke karavas ka dand bhogne par majboor hai. engineer babu jagatsingh ki hridayhinta ka pardafash kiya gaya hai aur ek nirdhan chaukidar ki dayaluta ko ujagar kiya gaya hai, jo rasila ke parivar ki madad ke liye rupaiyo ki maddad karta hai
Similar questions